by dowite_1588
@ 18.08.08 - 12:49:19 pm
ye to beRhti hi chali jaati hai meeaad-e-sitam
juz hareefaan-e-sitam kis ko pukaara jaaye
waqt ne aik hi nukta to kya hai taaleem
haakim-e-waqt ko masnad se utaara jaaye
- Jaun Elia -
----------------------
( shaayed )
